Mehrama (Lyrics) - Darshan Raval, Antara Mitra | Pritam, Irshad Kamil | Love Aaj Kal

Details
Title | Mehrama (Lyrics) - Darshan Raval, Antara Mitra | Pritam, Irshad Kamil | Love Aaj Kal |
Author | Simamix Lyrics |
Duration | 4:09 |
File Format | MP3 / MP4 |
Original URL | https://youtube.com/watch?v=hpHlnQeg1MQ |
Description
Song: Mehrama
Singer: Darshan Raval, Antara Mitra
Movie: Love Aaj Kal
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Pritam
Starring: Kartik Aaryan, Sara Ali Khan
Label: Sony Music India
Song Lyrics:
Chaahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bahut baar hai
Na kahin kabhi mera dil lagaa
Kaisa samajhdaar hai
Main na pohchun kyun wahaan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata
Jo shor ka hissa huyi
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolo magar na baatein karun
Ye kya hoon main
Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya
O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meherma, kya mila
Yun juda hoke bata
Thanks for watching